rohani, roohani, rohani duniya, rohani ilaj, rohani wazaif, rohani amliyat, roohani aloom, roohani ilaj. Wazaif · Khawab · Istikhara and Rohani Ilaj · Taweez
Sunday, 16 July 2017
Dar Aur Khauf Ka Wazifa | Dil Mazbot karne Ka Wazifa
Dar Aur Khauf Ka Wazifa | Dil Mazbot karne Ka Wazifa
Assalam O Alikum Doston
is Video Main Apke liye Dil ko Mazboot Karne Wala Taqatwar Wazifa Share kiya gaya hai . Ab Darna Chor dain .insallah Yeh wazifa apka har khof khatam kardega .ab app koi bhi amal ya koi kam bekhof kar saktay hain .kamzoor dil hazrat yeh wazifa zarror karain insallah inhain buhut faida hoga .
Umeed Karta hn Video Apko Buhut Pasand Ayegi
Bs Duaon main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
High Heel Ki Sandals Pehnna Kaisa Hai
High Heel Ki Sandals Pehnna Kaisa Hai
Assalam o Alikum Doston
Is Video Main apke liye aik ehem maloomat share ki gayi hain ke kiya musalman aurat ka ounchi heel wali Sandal Pehnca Durust Hai ? Kiya Islam is bat ki ijazat deta hai . Quran O Hadees is baray main kiya kehtay hain
Umeed karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Chehra Khoobsurat Banane Ka Wazifa | Wazifa For Beautiful Face
Chehra Khoobsurat Banane Ka Wazifa | Wazifa For Beautiful Face
Assalam o Alikum Doston
Is Video Main apke Cehre ki Khoobsurti Ka shandar wazifa share kiya gaya hai .Raat ko Sonay se Pehle Isay 15 martaba Parh Kar So Jayen Insallah Cehra Subah Itna Roshan Hojayega Ke har Koi Dekhta Reh Jayega
Cehre Par Noor ka Shandar Wazifa Jisay
Mard O Khawateen Dono Kar Saktay Hain
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Ameer Hone Ka Wazifa | Dolat Ka Wazifa | Wazifa For Money
Ameer Hone Ka Wazifa | Dolat Ka Wazifa | Wazifa For Money
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main apke liye Nadir O Nayab Wazifa Share kiya gaya hai .yeh aik naqsh e mubarak hai jis ko Purs Ya Jaib Main Rakhnay Se Ghar Mai beshumar Barkat ati Hai .Allah pak ka Aysa Karam hota hai ke pese kabhi khatam hi nahi hotay hain
Umeed Karta hn Video Apko pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Surah Fatiha Ka Wazifa | Dolat Ka Wazifa | Barkat Ka Wazifa
Surah Fatiha Ka Wazifa | Dolat Ka Wazifa | Barkat Ka Wazifa
Assalam O Alikum Doston
Is Video main apke liye surah fatiha ka har dil azeez wazifa share kiya gaya hai aysa wazifa jis ki gawahi Quran o Sunnat Ne Di Hai .is Wazifay ko Karnay Se Allah Pak Ghaibi Khazanon Ke Moon Khol Deta Hai .Insan ke Ghar Main Beshumar barkat ati hai
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Nakhun Kesy Aur Kab Katne Caheye | Nakhun Katne Ka Tariqa
Nakhun Kesy Aur Kab Katne Caheye | Nakhun Katne Ka Tariqa
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main Apke liye buhut hi zarrori maloomat share ki gayi hain ke Nakhum (Nails) Kab Kis Din Aur Kese Katna Cahiye .Is Ka Kiya Tareeqa hai Quran o Hadees Is Baray Main Kiya Kehtay hain .Apke Beshumar sawalat Ke Jawab Apko Is Video main milenge
Umeed Karta Hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Thursday, 13 July 2017
Mobile me Quran e Pak Rakhna kaisa hai.
Quran e Pak Mobile me Rakhna kaisa hai.
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main apke liye buhut hi ehem maloomat share ki gayi hain .yeh sawal beshumar logon ne pocha hai ke kiya quran e pak mobile main rakhna aur sunna durust hai ?quraan o hadees is baray main kiya kehte hain .is maslay ko quran o hadees ki roshi main bayan kiya gaya
Umeed karta hn video Apko Buhut Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Khwaja Sara Namaz KI Neyat Kese Karay ?
Khwaja Sara Namaz KI Neyat Kese Karay ?
Assalam o Alikum Doston
Is Video Main apke liye aik buhut hi nayab maloomat share ki gayi hain ke hijra ( Khawaja sara ) namaz ki neyat kis hesiyat se karay ga ? mard ki hesiyat se ya Aurat ki Hesiyat Se ?
Is video main apke beshumar sawalat ke jawab quran o hadees ki roshini main diye gaye hain
Umeed Karta Hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duoan Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Wednesday, 5 July 2017
Surah jumma ka wazifa | Dolat ka wazifa | Ameer hone ka wazifa
Surah jumma ka wazifa | Dolat ka wazifa | Ameer hone ka wazifa
Assalam o alikum Doston
Is Video main Apke liye surah al juma ka wazifa share kiya gaya hai .intehai herat anger wazifa hai jo apki har hajat pori karega aur apko beshumar cheezon ka malik bana dega .khuwabon ko haqeeqat banany wala zabardast aur purasar wazifa .
Umeed karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duoan main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Tuesday, 4 July 2017
Surah Ikhlas Ka Wazifa | Ameer Hone Ka Wazifa | Dolat Ka Wazifa
Surah Ikhlas Ka Wazifa | Ameer Hone Ka Wazifa | Dolat Ka Wazifa
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main apke liye Surah Ikhlas Ka Wazifa share kiya gaya hai jo apki Qismat badal dega .Zameen se asman tak Noor Aur Rizq Ki Barish hogi .Insallah Wazifa kar asar pehle hi din se hoga .buhut hi taqatwar wazifa hai
Umeed Karta hn Video APko Buhut Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Taskheer e Jin 21 Days Amal | Jina Kabo Karne Ka Amal
Taskheer e Jin 21 Days Amal | Jina Kabo Karne Ka Amal
Assalam o Alikum Doston
Is Video Main apke liye taskheer jin ka 21 din ka nayab amal share kiya gaya hai jo ke intehai khas amliyat main se hai .yeh wo nadir o nayab amal hai jo apko zamanay bhar ki khak chanay par bhi nahi milega .agar apne tamam sharait ki pabandi ki tu insallah zarror kamiyabi hogi beshumar logon ki darkhuwast par yeh amal share kiya gaya hai
Umeed Karta Hn Video apko buhut pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Shadi Ka Wazifa | Wazifa For Marriage | Rishte Ki Tamam Rukawat Khatam Karne Ka Wazifa
Shadi Ka Wazifa | Rishte Ki Tamam Rukawat Khatam Karne Ka Wazifa
Assalam o ALikum Doston
Is Video Main apke liye shadi mai ane wali tamam rukawat khatam karne ka wazifa share kiya gaya hai .walden ki rukawat ho ya kisi bhi kism ki insallah is wazifay se sangdil mehboob apka hoga aur shadi main ane wali tamam rukawat khatam hojayegi
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Dolat Ka Wazifa | Ameer hone ka Wazifa | islamic wazaif
Dolat Ka Wazifa | Ameer hone ka Wazifa | Barkat Ka Taqatwar Wazifa
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main apke liye maal o dolat main barkat ka shandar wazifa bataya gaya hai.
Teen (3) Din yeh wazifa karain insallah Apna Ghar Aur Maal O Dolat sab Ghaib Ke Khazanay Se Milega .
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Kya Namazi Ke Aage Se Guzarne Se Namaz Toot Jati Hai
Kya Namazi Ke Aage Se Guzarne Se Namaz Toot Jati Hai
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main apke Liye aik buhut hi ehem baat par roshini dali gayi hai ke kiya namazi ke agay se guzarne se namaz toot jati hai .agar han tu wo kon se loog hian jo namazi ke agay se guzar jayen tu namaz toot jati hai .quran o hadees is baray main kya kehte hain .yeh sab is video main bayan kiya gaya hai.
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
4 Aamaal Ayse Jinke Karny Se Pichle Gunah Maaf Ho Jate Hai?
4 Aamaal Ayse Jinke Karny Se Pichle Gunah Maaf Ho Jate Hai?
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main apke liye nayab maloomat share ki gayi hain ke wo konse 4 kaam hain jinhe karne se insan ke pichle saray gunhah maaf hojatay hain .in 4 amaal ko is video main tafseel se baayan kiya gaya hai quran o hadees ki roshini main .
Umeed Karta hn video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
3 Jaga Par Jhoot Bolna Jaiz Hai | Kis jaga Jhoot Bol Saktay Hain
3 Jaga Par Jhoot Bolna Jaiz Hai | Kis jaga Jhoot Bol Saktay Hain
Assalam o Alikum Doston
Is Video Main Apke liye Aik Nayab maloomat share ki gayi hain jo beshumar log nahi jantay hain ke kis jaga jhoot bolna jaiz hai .wo konsay 3 maqamat hain jahan app jhoot bol saktay hian .is cheez ko quran o sunnat ki roshini main tafseel se video main bayan kiya gaya hai
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't ForgetTo Subscribe The Channel
Kiya Makri Marna Gunah Hai ?
Kiya Makri Marna Gunah Hai ?
Assalam o Alikum Doston
IS Video Main apke kiye huway sawal ka jawab diya gaya hai ke kiya islam main makri ko marna gunah ? ha ya nahi quran o sunnat is baray main kiya kehte hain .in tamam sawal ke jawab apko is video main milengay
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Shadi Ki Pehli Raat Miya Biwi Kya Aur Kaise Kare
Shadi Ki Pehli Raat Miya Biwi Sunat Ke Mutabiq Kya Aur Kaise Kare
Assalam o ALikum Doston
Is Video Main quran o sunnat ke mtuabiq islami tareeqay ko bayn kiya gaya hai ke shadi ki pehli raat miyan biwi kiya aur kese karain .
is video main ki gayi tamam baton ko ikhlaq ki huddod main reh kar bayan kiya gaya hai .
Umeed karta hn video App Logon ko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Saturday, 1 July 2017
Kis Jaga Namaz Nahi Parh Saktay Hain | Kahan Namaz Nahi Parhni Cahiye
Kis Jaga Namaz Nahi Parh Saktay Hain| Kahan Namaz Nahi Parhni Cahiye
Assalam o Alikum Doston
Is Video Main apke liye buhut hi ehem maloomat share ki gayi hai ke wo konse 3 maqamat hain jahan namaz nahi parh saktay hain .aysi konsi 3 jaga hain jahan namaz parhna mana hai .is baat ko quran o hadees ki roshini main bayan kiya gaya hia
Umeed karta hn video Apko buhut Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Menses | Haiz ke dinon main wo kam jo Aurat nahi kr sakti
Menses | Haiz ke dinon main wo kam jo Aurat nahi kr sakti
Assalam O Alikum Doston
Is Video Main khawateen ke liye ehem maloomat share ki gayi hain ke Menses | Haiz ke dinon main wo konsay kam hain jo Aurat nahi kr sakti is sawal ka jawab apko quran o hadees ki roshini main diya gaya hai
Umeed karta hn video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Surah Yaseen Ka Wazifa | Jumme Ka Wazifa
Surah Yaseen Ka Wazifa | Jumme Ka Wazifa
Assalam o Alikum Doston
Is Video Main apke liye barkat aur Dolat ka shandar wazifa share kiya gaya hai .yeh wazifa surah yaseen ka hia is wazifay ko app kisi bhi jumme kar saktay hain aur is se allah pak asman se itna rizq nazil karta hai ke ghar mian rakhne ki jaga nahi milti
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Tahajud Ki Nimaz Kesay Parhi jati hai? Kiya is ke liye sona zarrori Hai ?
Tahajud Ki Nimaz Kesay Parhi jati hai? Kiya is ke liye sona zarrori Hai ?
Assalam o Alikum Doston
Is Video Apko main apke liye tahajud ki namaz kese parhi jati hai ? kiya tahajud ki namaz parhne ke liye so kar uthna zarrori hai ?
in tamam sawalon ke jawab apko quran o hadees ki roshini main diye gaye hain
Umeed karta hn Video apko buhut pasandy Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Bili Ko Marna Kyun Mana Hai | Kiya Kali Bili Jinnat Ka Roop Hoti Hai
Bili Ko Marna Kyun Mana Hai | Kiya Kali Bili Jinnat Ka Roop Hoti Hai
Assalam O Alikum Doston
Is Video main apke lie buht ehem sawal quran o hadees ki roshini main pesh kiya gayah hai
sawal hai ke kiya kali bili jinnat ka dosra roop hai ? aur islam mai bili ko marna kyun mana hai ? .
Umeed Karta hn Video Apko Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Sham ko awr Rat ke Waqat jhaaru lgana kesa hai?
Asar aur Maghir ke bad jharu Lagana Kesa Hai
Assalam O Alikum Doston
Is video main apke liye aik buht ehem sawal ka jawab diya gaya hai ke kiya asar o maghirb ke bad jahru de saktay hain ya nahi
is sawal ka jawab quran o hadees ki roshini main diya gaya hai
Umeed Karta hn Video Apko Buht Pasand Ayegi
Bs Duaon Main Yad Rakhain
Don't Forget To Subscribe The Channel
Subscribe to:
Comments (Atom)
























